February 19, 2008

Barso re..

naa re naa re, naa re naa re
naa re naa re, naa re naa re

barso re, megha megha barso re
megha megha barso re, megha barso

meetha hai kosaa hai, baarish ka bosa hai
kosaa hai, kosaa hai, barrishon ka bosa hai

jal jal jal jal jal jal jal thal jal thal

chal chal chal chal chal chal chal chal
chal chal behta chal

geeli geeli geeli ha, ha ha ha ha
geeli geeli maati, geeli maati ke
chal gharonge bimaayenge re

hari bhari ambi ambi ki daali
mil ke joole jhulaayenge re oh
dhan baiju gai ne, hal jote sabne

bailon ki ganti baji, aur taal lage bharne
re tair ki chali main toh paar chali
paar wale parle kinaar chali re megha

naa re naa re, naa re naa re
naa re naa re, naa re naa re
tu tu turu, tu tu turu, tu tu turu

kaali kaali raaten, kaali raaton mein
yeh badarvaa baras jaayega
gali gali mujh ko, megha doondega
aur garaj ke palat jaayega

ghar aangaan angana, aur paani ka jharna
bhool na jaana mujhe, poochenge varna
re beh ke chali, main toh beh ke chali
re kehthi chali, main toh keh ke chali
re megha
naa re naa re, naa re naa re
naa re naa re, naa re naa re